Kuch log ankho he ankho mein batt kar jate hai,
Kuch log batto he batto mein mulakat kar jate hai,
Per mushkil hota hai on ko jawab dena jo khamoshi mein sawal kar
jate hai.
***********************************************
dewano ko kya pata... pyar kya hota hai..
begano ko kya pata..takrar kya hoti hai...
parwano ko kya pata....ikrar kya hoti hai...
duniya walon ko kya pata... aitbaar kya hoti hai....
*************************************************
Mayoos mat hona yeh aik gunnah hota hai
Milta wahi hai jo qismat main likha hota hai
Har cheez miley humain yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan main hota hai
Jo khud ko kostey hain woh shayed bekhabar hain
Kuch paalene ka ikhtiyar khud pe bhi hota hai
Har aik ko barsar-e-ilzam kiun thehrayein hum
Apne samne bhi tou aik ayeena hota hai
Hum apni zindagi se kiun haar jayein
Gar doobta hai sooraj tou kal bhi ujala hota hai
Tuesday, June 10, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment